Tuesday, 6 March 2012

Bichar gayaa hai jo uska saath kya mangooN,
zaraa si umr hai gham se nijaat kya maangooN,
wo saath hotaa to hoti zarooratein bahut,
akeli jaan ke liye qainaat kya maangooN

No comments:

Post a Comment